Advertisement

Main Ad

WAFA NA RAAS AAYI

Song credits:-

Song : Wafa Na Raas Aayi
Movie : Bewafa Sanam 
Singer : Nitin Mukesh
Star Cast : Krishan Kumar, Shilpa Shirodkar
Director : Nikhil, Vinay, Milind Sagar
Lyrics : Sadique, Shafir, Ishrat, Katil Shifai, Yogesh Music Label : T-Series



Wafa Na Raas Aayi



 Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai

Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Mujhe O Bewafa Jara Ye To Bata
Tune Aag Ye Kaisi Lagaai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Mujhe O Bewafa Jara Ye To Bata
Tune Aag Ye Kaisi Lagaai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai


Daulat Ke Nashe Mein Tumne Mujhe
Najro Se Apni Dur Kiya
Daulat Ke Nashe Mein Tumne Mujhe
Najro Se Apni Dur Kiya
Mere Pyar Ka Sheesh Mahal Tune
Ek Pal Mein Chakna Chur Kiya
Mujhe Dekh Yu Gum Aise Karke Sitam
Tune Meri Wafa Thukrayi
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai


Tune Roop Fizaao Ka Baksha
Mere Gulshan Ki Haryali Ko
Tune Roop Fizaao Ka Baksha
Mere Gulshan Ki Haryali Ko
Aabad Nashe Man Tha Jis Par
Tune Kaat Diya Us Daali Ko
Mere Sine Ke Sukh Diye Tune Hai Dukh
Saari Rashme Kasme Bhulai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai


Mohlat Na Mile Shayad Mujhko
Ab Tujhse Bichad Ke Milne Ki
Mohlat Na Mile Shayad Mujhko
Ab Tujhse Bichad Ke Milne Ki
Arman Hue Sab Khak Mere
Khwahish Na Rahi Ab Jine Ki
Yadon Ki Chubhan Sanso Ki Agan
Mere Man Hai Aaj Shamai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Mujhe O Bewafa Jara Ye To Bata
Tune Aag Ye Kaisi Lagai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai


LYRICS IN HINDI

वफ़ा ना रास आई तुझे ओ हरजाई
मुझे ओ बेवफा ज़रा ये तो बता
तूने आग ये कैसी लगाई
वफ़ा ना रास आई...

दौलत के नशे में तूने मुझे
नज़रों से अपनी दूर किया
मेरे प्यार का शीश महल तूने
एक पल में चकनाचूर किया
मुझे दे के यूँ ग़म, ऐसे करके सितम
तूने मेरी वफ़ा ठुकराई
वफ़ा ना रास आई...

तूने रूप फिज़ाओं का बख्शा
मेरे गुलशन की हरियाली को
आबाद नशेमन था जिस पर
तूने काट दिया उस डाली को
मेरे सीने के सुख, दिए तूने हैं दुःख
सारी रस्मे-कसमें भुलाई
वफ़ा ना रास आई...

मोहलत ना मिले शायद मुझको
अब तुझसे बिछड़ के मिलने की
अरमान हुये सब ख़ाक मेरे
ख्वाहिश ना रही अब जीने की
यादों की चुभन, साँसों की अगन
मेरे मन है आज समाई
वफ़ा ना रास आई...

Our other contents:

Wo ladki bahut yaad aati hai click here

Phir kabhi click here


Post a Comment

0 Comments