Song Credits:
BEDARDI SE PYAR KE SAHARA NA MILA
Laal Joode mein chaldi mujhe chor kar
Mere bachpan jawani se muh mod kar
Lad toh sakta tha duniya se tere liye
Meri kismat mein naa thi tu mere liye
Bedardi se pyar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila
Bedardi se pyar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila
Bedardi se pyar ka sahara na mila
Tut gaya pyar ka suhana sapna
Suhana sapna
Wo hi nikla begana jise jana apna
Tut gaya pyar ka suhana sapna
Suhana sapna
Wo hi nikla begana jise jana apna
Bedardi se pyar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila
Bedardi se pyar ka sahara na mila
Rota hai dil usse yaad karke yaad karke
Wo to chala gaya mujhe barbaad karke
Rota hai dil usse yaad karke yaad karke
Wo to chala gaya mujhe barbaad karke
Bedardi se pyar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila
Bedardi se pyar ka sahara na mila
Pehli mohhbat mein khata kar rha hun
Kisi bewafa se wafa kar rha hun
Wo thukraye to kya huaa mere khuda
Tu hi mila de tujhse se duaa kar raha hun
Aankhon se ashkon ke moti barse
Moti barse
Jaane wale teri deed ko naina tarse
Aankhon se ashkon ke moti barse
Moti barse
Jaane wale teri deed ko naina tarse
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
So jaye jamana main jagun raaton ko
Jagun raaton ko
Kaise bhool jaun uski main mithi baaton ko
So jaye jamana main jagun raaton ko
Jagun raaton ko
Kaise bhool jaun uski main mithi baaton ko
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Saadik wo mujhse bhoolayen na gaye
Bhoolayen na gaye
Meri palkon se aansoon chupaye na gaye
Saadik wo mujhse bhoolayen na gaye
Bhoolayen na gaye
Meri palkon se aansoon chupaye na gaye
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila
Aisa bichda wo mujhko dubara na mila.....
LYRICS OF THIS SONG IN HINDI:


0 Comments
Please give your valuable feedback and suggestions in comment box.